Website (blog) kaise banate hai free mai


free make website banaye blogger pay
 to chaliea sikh lete hai
 kya kya chayea blog banane ka liye
gmail account
computer
Mobile se bana sakte hai

STEPS
1.https://www.blogger.com
 Agar aapke pass gmail (Google) account phale se hai to login kare
  
Sign in pay click kare
2.blog banane ka liye New blog pay click kare

3.ek naya page khulega
Is me aapko apne blog ka title uska link (url) or uska temolete slect karna hai uske baad create blog pay click kariea

Ye lijea apka blog ban ke ready hai

Note:ek baat dhyan rakhe  aapka blog ka jo link rahega  usme blogspot he rahega matlab
Maan lijea blog ke liyea shyam 
To aapke blog ke link rahega
Shyam.blogspot.com rahega.  Agar aapko blogspot hatana hai to aapko domain buy karna hoga

Ab hamne to sikh liya blog kaise banate hai
Agar post aacha lga to freind ko share jarur kare
Share
Share:

android mobile se computer may internet Kaise chalaye

mobile se computer may internet Kaise chalaye

sbse phale aap apne mobile ko U.S.B.

SE laga kar computer se connect kr le
Is tarha se



uske baad aap 
mobile ka settings khole

uske baad more pay click kare


USB INTERNET pay click kare

Windows Vista pay click kare

uske baad next kare finish pay click kare

ab aap internet chala sakte hai apne computer may


SHARE

Share:

you tube video kaise download kare bina kise software kye

HELLO

                         aaj hum sikenge

 you tube video kaise download kare bina kise software kye

you tubes pe  jub v aap video dekthe hai to koi video aapko aacha lagata hai
 to aap sochte hai isko download kar pata
  g ha aap kr sakte hai download
->to chaliyea sikh lete hai

aap jo v you tube pa se video download karna chayte hai usko open kre
1. jo v video dekthe hai aap uske upar ek link hota hai  kuch is tarha
 
http;//m.youtube.com 6445448
2.us link ko aap     http,//m. ko hata kar uske jagaha ss  likh de r enter kr de us jagaha pe

3.uske baad ek page khulega download karne ka
jo video quality. aacha lage select kr ke download kr le

  I hop aap sikh gaye honge

Agar aapko ye post aacha laga to apne freind ko share jarur kare 👇👇
Share:

Mobile se connect wifi ka password kaise pata kare

                   
                         HLO DOSTO


Aaj hum sikhenge android mobile se connect wifi ka password kaise pta karte hai

   to chaliea
sbse phale aapke pass ES FILE EXPLORER FILE MANAGER hona chayea agar nhi
hai to yaha se download kr lijea
          Download now file explorer
1. esfile explorer kholiea
       2. home page kholiea

3.device ko khole
4.ab data khole
         5.uske baad misc khole aap search v kr skte hai
6.ab wifi khole
         7.wpa supplicant khole

 ya raha password

 to dekha aapne kitna easy hai

AGAR AAPKO KOI PROBLEM HAI COMMENTS KRE

 agar aapko ye post aacha lga to friend ko share jarur kare

Share: